Bhagat singh ko bhartiy yuvaon par bahut bharosa tha... har taraf azadi ki ladai ki aandhi thi... Bhagat sinh ko sri Lala Lajpat rai ji ki mrityu ka bahut dukh tha. Unki mrityu ka karan Indian Police Act tha jo ki angrejon ne azadi ke andol...
an ko dabane ke liye banaya tha. Iss act ke according agar police kisi par hamla karti hai to koi uska prativad nahin kar sakta..
na hi police par seedhe koi sawal uthaya ja sakta hai.. iss karan Lala ji ke hatyaron par koi action nahin hua.Bhagat singh chahte the ki jab bharat azad hoga to bharat ka yuva Indian Police Act ko badal dega... parantu kya kahne iss bhartiya yuva ke ye to Iphone aur katrina kaif me busy hai... free me mili hui azadi ka makhaul udata hai.. kahta hai politics me interest nahin ... arre iss mitti ke gaddaron.... tmhare liye bhagat singh fansi me chadh gaya... wo bhi sochta hoga ki main kin namakoolon ke liye mar gaya... Na indian Police act badla na hi desh badla.... baat jyada purani nahin... bas ek saal pahle indian police act ne rajbala ki jaan le li ramlila maidan me... desh ka yuva ghar me sota raha... chai ki chuski ke sath khabar dekhta raha... bharat mata ki beti ki hatya ho gai....
Mitron agar desh se pyar hai to share karo iss post ko... taki jyada se jyada logon ko iske bare me pata chale...
Kam se kam ek sapna to hm bhagat singh ka poora kar hi sakte hain.. Indian Police act ko badalwane ka....
Share karein aur apne mitron ko bhi iss Indian police act ke bare me batayein...

Jai Hind